Kuch baate kahi nai jaati
Kuch baate log kehna nai chahte
Na jaane kyu uski vo baate jaan lene ki boht iccha hoti hai
Par usse hamesha waqt ka intazar rehta hai
Kyuki vo waqt se pehle hi lad chuka hai
Ab usse har waqt sirf sahi waqt ka intazar rehta hai
Pta nai kab aayga vo waqt
Uska vo sahi waqt
Jab muje vo baat kahega
Ab muje bhi ussi waqt ka intazar rahega...